Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeQamar Jalalabadi
HomeQamar Jalalabadi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sajnaa ke saamne main to rahungi chup sajnaa ke saamne main to rahungi chup chup ha ha sajnaa ke saamne main to rahungi chup bol uthin akhiyaan to kya hoga haye haye kya hoga akhiyon mein chha gaya nasha bheega bheega akhiyon mein chha gaya nasha bheega bheega jaan gayin sakhiyaan to kya hoga haye haye kya hoga hooo raaton ko ha ha raaton ko raaton ko udd udd ke kehti hai nindiya teri laagegi kab mere mathe pe bindiya mann ki abhi tak mann mein chhupi hai fail gayi fail gayi batiyaan to kya hoga haye haye kya hoga sajna ke sajnaa ke saamne main to rahungi chup chup chup hooo aisi lagi ha ha aisi lagi aisi lagi aag mere seene mein preet ki haye yaad aaye ghadi ghadi angte ke meet ki din to guzaarungi kar kar ke batiyaan guzri na guzri na ratiyaan to kya hoga haye haye kya hoga kya hoga sajna ke saamne main to rahungi chup chup hmmm hooo chori chori ha ha chori chori chori chori sapne mein aata hai koi ae re uske khayalon mein rahun khoyi khoyi ban ke deewaani likh
sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai dekhna hai zor kitna baaju e qaatil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai sakht raahon se guzar jaayenge seena taan kar sakht raahon se guzar jaayenge seena taan kar sakht raahon se guzar jaayenge seena taan kar ehle dil hi jaante hain jo mazaa mushkil mein hai dekhna hai zor kitna baaju e qaatil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai humsafar hai maut faansi hai humara raasta humsafar hai maut faansi hai humara raasta ab humara jo kadam hai daaman e manzil pe hai dekhna hai zor kitna baaju e qaatil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai sarfaroshi ki tamanna ab humare dil mein hai waqt aane par zamaane ko khabar ho jaayegi waqt aane par zamaane ko khabar ho jaayegi hum abhi se kya bataayen kya humaare dil mein hai dekhna hai zor kitna baaju e
sajanaaa aa aaa ho sajana aa aa hoo oo sanwari o oooo sun mere sajana re sun mere sajana dekho ji mujhko bhool na jana sun mere sajana ree oo sun meri sanwari o sun meri sanwari apna bana ke chhod na jana sun meri sanwari oo na tujhko main bulaunga nigahon mein chhupaunga na tujhko main bulaunga nigahon mein chhupaunga magar itna karo vada magar itna karo vada ki rishta tod na jana sun meri sanwari hoye sun meri sanwari o sun meri sanwari apna bana ke chhod na jana sun meri sanwari hoo ye rishta chaar aankhon ka mere saajan na tootega ye rishta chaar aankhon ka mere saajan na tootega jo mujhko aazmana ho jo mujhko aazmana ho to doli leke aa jana sun mere sajana re sun mere sajana re sun mere sajana dekho ji mujhko bhool na jana sun mere sajana ree oo sun meri sanwari oo sun meri sanwari apna bana ke chhod na jana sun meri sanwari oo baje jis roz shehnayi baje jis roz shehnayi samajh lena barat aayi o armanon ki doli mein o armanon ki doli mein dulhaniya ban ke aa
aaa haa haa haa aa haa haa haa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm teer ye chhupke chalaayaa kisne ye meethaa meethaa jaadoo jagaayaa kisne teer ye chhupke chalaayaa kisne ye meethaa meethaa jaadoo jagaayaa kisne teer ye chhupke kisne ye chhedi haay taan nayi thahro aji thahro meri jaan gayi kisne ye chhedi haay taan nayi thahro aji thahro meri jaan gayi dheere dheere haule haule nashaa ye pilaayaa kisne teer ye chhupke chalaayaa kisne ye meethaa meethaa jaadoo jagaayaa kisne teer ye chhupke nayaa nayaa ambuwaa pe baur aa gayaa maali mere baagh ka zaroor aa gayaa nayaa nayaa ambuwaa pe baur aa gayaa maali mere baagh ka zaroor aa gayaa ang ang bhara rang gul ye khilaayaa kisne teer ye chhupke chalaayaa kisne ye meethaa meethaa jaadoo jagaayaa kisne teer ye chhupke
tere dil ka makaan saiyyan bada aalishaan bolo bolo meri jaan hai kiraya kitna khali dil ka makaan banke aaja mehmaan yeh naa puchho meri jaan hai kiraya kitna jadugar shoukeen bajaye meethi meethi been jadugar shoukeen bajaye meethi meethi been geet chhed rangeen liya mera chhota sa dil chheen teri beena ki yeh taan saiyyan badi aalishaan bolo bolo meri jaan hai kiraya kitna khali dil ka makaan banke aaja mehmaan yeh naa puchho meri jaan hai kiraya kitna chhed doon aisa raag laga doon tan mann mein ek aag zulf teri ke naag bhi jaayen tadap tadap ke jaag meri been ki tum ho taan mere jadu ki ho shaan yeh naa puchho meri jaan hai kiraya kitna tere dil ka makaan saiyyan bada aalishaan bolo bolo meri jaan hai kiraya kitna chheda aisa geet ke jaise jadu ka sangeet ek din ki pehchaan ban gayi janam janam ki preet teri pehli ye pehchaan saiyyan badi aalishaan bolo bolo meri jaan hai kiraya kitna khali dil ka makaan banke aaja mehmaan yeh naa puchho meri jaan hai kiraya
ooooo ooooo oooooo ooo teri raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke teri raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke meri ankhiyon ke noor mere dil ke surroor chaahe raho door door tujhe paana hai zurroor teri raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke baadal barse duniyaan jaane baadal barse duniyaan jaane baadal barse duniyaan jaane ankhiyaan barse koi na jaane dil ki lagi ko dil hi jaane raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke meri ankhiyon ke noor mere dil ke surroor chaahe raho door door tujhe paana hai zurroor teri raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke kis chhaliye pe yeh dil aaya kis chhaliye pe yeh dil aaya kis chhaliye pe yeh dil aaya patthar se sheesha takraaya na woh apna na woh paraya raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke meri ankhiyon ke noor mere dil ke surroor chaahe
tu hai mera prem devta tu hai mera prem devta in charnon ki daasi hoon main mann ki pyaas bujhaane aayi mann ki pyaas bujhaane aayi antar ghat tak pyaasi hoon main tu hai mera prem devta main gauri tu kanth humara main ganga tu mera kinara main gauri tu kanth humara aa aa aa aa aa aa aa main gauri tu kanth humara main ganga tu mera kinara ang lagao pyaas bujhao ang lagao pyaas bujhao nadiya hokar pyaasi hoon main mann ki pyaas bujhaane aayi mann ki pyaas bujhaane aayi antar ghat tak pyaasi hoon main tu hai mera prem devta dum dum dum dum dumru baaje main naachun shanker ke aage dum dum dum dum dumru baaje aa aa jaa aa aa aa aa dum dum dum dum dumru baaje main naachun shanker ke aage hoke rahegi jeet usiki hoke rahegi jeet usiki jiski kalaa se shanker jaage mann ki pyaas bujhaane aayi mann ki pyaas bujhaane aayi antar ghat tak pyaasi hoon main tu hai mera prem devta
Tu Lakho Me Hai Ek Sanam
tu mahal mein rehne wali main kuttiya mein rehne wala phir tera mera pyaar kya phir tera mera pyaar kya tu aasmaan ka taara tu aasmaan ka taara main ek darra bekara bata phir tera mera pyaar kya phir tera mera pyaar kya hoo ooo oooo mere dil mein pyaar ki aag piya haye lagi rahi mere dil mein pyaar ki aag piya haye lagi rahi lagi rahi lagi rahi main khol ke khidki mehal ki haye re khadi rahi khadi rahi khadi rahi tu hansti khadi us paar tu hansti khadi us paar meri naav beech manjhdhar bata phir tera mera pyaar kya phir tera mera phir tera mera pyaar kya hoo ooo oooo teri mitthi mitthi yaad mere dil mein haye haye aati rahi aati rahi aati rahi meri bheegi bheegi ankhiyon se nindiya haye haye jati rahi jati rahi jati rahi teri jhooti hai har baat teri jhooti hai har baat tu chhod gayi mera saath bata phir tera mera pyaar kya phir tera mera phir tera mera pyaar kya jab rimjhim rimjhim rimjhim o jab rimjhim rimjhim barkha haye haye hoti rahi hoti rahi hoti rahi main
zameen pe aaj sitaaron ye shab nahin bhaari bahut udaas bahut beqaraar hum bhi hain hoooo hoooo hoooooooooooo ooooo ooooo ooooooooo tum ruth ke mat jaana tum ruth ke mat jaana mujhse kya shikwaa deewana hai deewana mujhse kya shikwaa deewana hai deewana kyun ho gaya begaana kyun ho gaya begaana tera mera kya rishtaa ye tune nahin jaana tera mera kya rishtaa ye tune nahin jaana hoooo hoooo hoooooooooooo ooooo ooooo ooooooooo main laakh hoon begaana main laakh hoon begaana phir ye tadap kaisi itna to bata jaana phir ye tadap kaisi itna to bata jaana fursat ho to aa jaana fursat ho to aa jaana apne hi haathon se meri duniyaa mitaa jaana apne hi haathon se meri duniyaa mitaa jaana tum ruth ke mat jaana tum ruth ke mat jaana mujhse kya shikwaa deewana hai deewana mujhse kya shikwaa deewana hai deewana
tumhare liye huye badnaam na bhoole phir bhi tumhara naam tum jano ya na jano tumhari marzi tumhari marzi oo oo oo oooo jao ji jao aaye bade mohabbat karne wale mohabbat karne wale hamein chhod kar beech nadi mein paar utarne wale paar utarne wale chahe laakhon do ilzaam hum to kab se bane gulaam tum mano ya na mano tumhari marzi tumhari marzi tum pardesi pardesi tum pardesi tum harjai phir kya hamse mel jao ja kar aur kisi se khelo pyaar ka khel humen auron se kya kaam tumhare bina nahin aaraam tum mano ya na mano tumhari marzi tumhari marzi oo oo oo oooo tum bhi zara jalne ka maza lo hamein jalaane wale hamein jalaane wale hum kya jane kaun ho tum o hamein manane wale hamein manane wale hum to aayenge subaho shaam hum to karenge roz salaam pehchano na pehchano tumhari marzi tumhari marzi tumhare liye hue badnaam na bhoole phir bhi tumhara naam tum jano ya na jano tumhari marzi tumhari marzi
wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain chhoti si baat mohabbat ki chhoti si baat mohabbat ki aur wo bhi kahi nahin jaati kuch wo sharmaaye rehte hain kuch hum sharmaaye rehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain milne ki ghadiyan choti hain milne ki ghadiyan choti hain aur raat judaai ki lambi jab saari duniya soti hai hum taare ginte rehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain
ri ri ka raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka ri ri ka raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha ri ri ka raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha haa ho ho haaye garibon ka ye jeena haye jale hai dekh dekh seena haye kaam to karta budha kallu maze se khaaye sambhu kaka ri ri ka raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha tumhein jo aata hai jhukaana thukega lala ye zamaana duniya hai zaalim maanegi usko jo ho duniya ka chacha ri ri ra raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha kaisi nigahein teri kafir haye raste pe luta hai musafir haye aaj tamaasha ho gaya ulta daku pe pad gaya daaka ri ri ra raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha haaa ha ho galiyon mein jhoom jhoom gaata husn ko ishq sikhaata mera
hoo oooo oooo oooo hoo oooo ooo oooo ye do deewane dil ke chale hain dekho mil ke ye do deewane dil ke chale hain dekho mil ke chale hain chale hain chale hain sasural chale hain chale hain chale hain sasural hoo oooo oooo oooo ye do deewane dil ke chale hain dekho mil ke chale hain chale hain chale hain sasural chale hain chale hain chale hain sasural hoo oooo oooo oooo hoo oooo oooo oooo aaye hain lene humko dekho baraati aaye hain lene humko dekho baraati sasure ne lene bheja lohe ka haathi sasure ne lene bheja lohe ka haathi chale hain tan tan ke sarkaari dulha ban ke chale hain tan tan ke sarkaari dulha ban ke chale hain chale hain chale hain sasural chale hain chale hain chale hain sasural hoo oooo oooo oooo haa haa aaaa aaa sasure ka pyar dekho bheje hain gehne sasure ka pyar dekho bheje hain gehne humne bhi dekho aaj hans hans ke pehne humne bhi dekho aaj hans hans ke pehne dekho ji bina sehra chamak raha chehraa dekho ji bina sehra chamak raha chehraa
ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai chhupaate chhupaate bayaan ho gayi hai ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai chhupaate chhupaate bayaan ho gayi hai ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai ye dil ka dhadkna ye nazron ka jhukna jigar mein jalan si ye saanson ka rukna khuda jaane kya daastaan ho gayi hai chhupaate chhupaate bayaan ho gayi hai ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai bhujaa do bhujaa do bhujaa do sitaaron ki shamme bhujaa do chhupaa do chhupaa do chhupaa do hasin chaand ko bhi chhupaa do yahaan roshni mehmaan ho gayi hai aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai ilaahi ye toofan hai kiss bala kaa ke haathon se chhutaa hai daaman hayaa kaa khudaa ki kasam aaj dil keh rahaa hai khudaa ki kasam aaj dil keh rahaa hai ke loot jaaun main naam lekar wafaa kaa tamanna tadap kar jawaan ho gayi hai aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai chhupaate chhupaate
la la ra la la la la ra la aa aaaa ye rangeen mehfil gulabi gulabi mere dil ka aalam sharabi sharabi ye rangeen mehfil gulabi gulabi mere dil ka aalam sharabi sharabi ye rangeen mehfil nazar se nazar ki mulaqat dekhi adaaon ke teeron ki barsaat dekhi ho bahut dekhe hamne dil dene waale magar tujh mein zaalim nayi baat dekhi dekh kar umr bhar ki khushi mil gayi ye rangeen mehfil gulabi gulabi mere dil ka aalam sharabi sharabi ye rangeen mehfil kisi se kabhi pyaar kar ke to dekho kisi husn waale pe mar ke to dekho ho toofaan ke daman mein lakhon kinare ye sholon ka dariya guzarte to dekho ik nayi bekhudi ik nayi roshni ye rangeen mehfil gulabi gulabi mere dil ka aalam sharabi sharabi ye rangeen mehfil
yeh duniya roop ki chor yeh duniya roop ki chor bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu re yeh duniya roop ki chor ho ooo oooo ho ooo oo raste mein mila ek bangali dhoti dhili dhali raste mein mila ek bangali darsan ka abhilashi wo kahne laga kya wo kahne laga jal khaabe rasgulla khaabe aur kahne laga ami tumi bhaalobaashi maai ri bhaalobaashi bhaalobaashiiii main kyaa jaanoon ami tumi main bhagi tumhari or bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu re yeh duniya roop ki chor hui mulaqaat meri ek gujrati se kahne laga mujhe saaro chhe saaro chhe sun chhe kem chhe kem chhe saaro chhe chhe chhe chhe chhe ak chhee oo maare te aangne ek waar aawo jo maare te aangne ek waar aawo jo maare te aangne ek waar aawo jo main kyaa jaanoon aawo jo aawo jo bhagi tumhari or bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu bachaale mujhe babu re yeh duniya roop ki chor ek maraathaa saahab aalaa aate hi sab gadbadjhaalaa kabhi kahe asa kaay kabhi kahe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sajna Ke Samne Paras (1971) 05:01 39603
 
Poster of Paras (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rakhee Gulzar
Duration : 05:01   Song Number : 39603   

Sarfaroshi Ki Tamanna Shaheed Bhagat Singh (1963) 05:55 18783
 
Poster of Shaheed Bhagat Singh (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Harbhajan Mann
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:55   Song Number : 18783   

Sun Mere Sajana Aansoo (1953) 05:47 19115
 
Poster of Aansoo (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Shekhar
Duration : 05:47   Song Number : 19115   

Teer Ye Chhupke Phagun (1958) 03:17 38663
 
Poster of Phagun (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 03:17   Song Number : 38663   

Tere Dil Ka Makaan Do Ustad (1959) 03:33 37361
 
Poster of Do Ustad (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Madhu Bala
Duration : 03:33   Song Number : 37361   

Teri Raahon Mein Khade Chhalia (1960) 04:04 12973
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 04:04   Song Number : 12973   

Tu Hai Mera Prem Kalpana (1960) 03:43 12093
 
Poster of Kalpana (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Padmini, Ragini
Raag- 
Lalit
Taal- 
Tintal
Duration : 03:43   Song Number : 12093   

Tu Laakhon Mein Hai Ek Sanam Birju Ustad (1964) 03:33 38908
 
Poster of Birju Ustad (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:33   Song Number : 38908   

Tu Mahal Mein Rehne Wali Shabnam (1949) 04:28 19133
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Haroon Khan
Duration : 04:28   Song Number : 19133   

Tum Ruth Ke Mat Jaana Phagun (1958) 03:17 13949
 
Poster of Phagun (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Bharat Bhushan
Duration : 03:17   Song Number : 13949   

Tumhare Liye Huye Badnaam Shabnam (1949) 04:21 36217
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Kamini Kaushal
Duration : 04:21   Song Number : 36217   

Wo Paas Rahein Ya Bari Behen (1949) 02:41 21413
 
Poster of Bari Behen (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Rehman, Geeta Bali
Duration : 02:41   Song Number : 21413   

Worli Ka Naka Duniya Do Ustad (1959) 05:27 39751
 
Poster of Do Ustad (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Madhu Bala
Duration : 05:27   Song Number : 39751   

Ye Do Deewane Dil Ke Johar Mehmood In Goa (1965) 04:33 16449
 
Poster of Johar Mehmood In Goa (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
I S Johar, Mahamood
Duration : 04:33   Song Number : 16449   

Ye Kaisi Ajab Dastaan Rustam Sohrab (1963) 03:24 14088
 
Poster of Rustam Sohrab (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:24   Song Number : 14088   

Ye Rangeen Mehfil Shikari (1963) 04:26 14245
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:26   Song Number : 14245   

Yeh Duniya Roop Ki Chor Shabnam (1949) 04:57 32709
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Haroon Khan, Dileep Kumar, Various
Duration : 04:57   Song Number : 32709   
Karaoke Songs of qamar jalalabadi, Sad Songs of qamar jalalabadi, Love Songs of qamar jalalabadi, Dance Songs of qamar jalalabadi, Hip-hop songs of qamar jalalabadi, Best songs of qamar jalalabadi, Super hit songs of qamar jalalabadi, hit songs of qamar jalalabadi, duet songs of qamar jalalabadi, solo songs of qamar jalalabadi, old songs of qamar jalalabadi, famous songs of qamar jalalabadi, Hindi Karaoke Songs of qamar jalalabadi, Hindi Sad Songs of qamar jalalabadi, Hindi Love Songs of qamar jalalabadi, Hindi Dance Songs of qamar jalalabadi, Hindi Hip-hop songs of qamar jalalabadi, best Hindi songs of qamar jalalabadi, super hit Hindi songs of qamar jalalabadi, hit Hindi songs of qamar jalalabadi, duet Hindi songs of qamar jalalabadi, solo Hindi songs of qamar jalalabadi, old Hindi songs of qamar jalalabadi, famous Hindi songs of qamar jalalabadi, Sing Along Songs of qamar jalalabadi, Sing Along Sad Songs of qamar jalalabadi, Sing Along Love Songs of qamar jalalabadi, Sing Along Dance Songs of qamar jalalabadi, Sing Along Hip-hop songs of qamar jalalabadi, Sing Along Best songs of qamar jalalabadi, Sing Along Super hit songs of qamar jalalabadi, Sing Along hit songs of qamar jalalabadi, Sing Along duet songs of qamar jalalabadi, Sing Along solo songs of qamar jalalabadi, Sing Along old songs of qamar jalalabadi, Sing Along famous songs of qamar jalalabadi